Iqra Sagheer Ahmed Novels List
Iqra Sagheer Ahmed a famous writer who has written many novels in different Pakistani Monthly Digests.She is the writer who knows how to describe the issues around us. Telling a story is not an easy task, when the words comes to you then you write them. She describe about love relations , emotions, care, passion.
Here we have made a list for you
Note: More novels will be added as they will post.
Iqra Sagheer Ahmed Novels List
- Chahaton k dar pe by Iqra Sagheer Ahmed
- Zeest ki shaam se pehly Complete by Iqra Sagheer Ahmed
- Mohabbat zad e hayat by Iqra Sagheer Ahmed
- Tum mohabbat ho by Iqra Sagheer Ahmed
- Rida e arzoo by Iqra Sagheer Ahmed
- Jaan e janan by Iqra Sagheer Ahmed
- Rang haroof roshni by Iqra Sagheer Ahmed
- Nikhar gaye hain gulab saray by Iqra Sagheer
- Teri chahat ki chandani by Iqra Sagjeer Ahmed
- Khilti kalyan mehaktey saweray by Iqra Sagheer Ahmed
- Tery dast e talab kay junoon mein by Iqra Sagheer Ahmed
- Sahil e tamanna by Iqra Saghir Ahmed
- Mohabbat aisa naghma hai by Iqra Sagheer Ahmed
- Aao naye mausamon ki naveed sunain by Iqra Sagheer
- Mere humdam mere damsar by Iqra Sagheer Ahmed
- Bheegi palkon par by Iqra Sagheer Ahmed
- Chand gagan or chandni by Iqra SAgher Ahmad
- Sanson ki mala by Iqra Sagher Ahmad complete
- baharon ke sang sang by Iqra Sagher Ahmad
- tum meri zeest ka hasil ho by Iqra Sagher Ahmad
- Dasht e arzoo by Iqra Sagher Ahmad
- Sahilon KI Hawa By Iqra Sagher Ahmad
- gulabi rut surkh phoolon ki by Iqra Sagher Ahmad
- Aao pukarty hain by Iqra Sagher Ahmad
- Band muthi main jugnu rakhna by Iqra Sagher Ahmad
- Sabz rut phoolon ki by Iqra Sagher Ahmad
- Teri ulfat main sanam by Iqra Sagher Ahmad
Assalam o alikum, mujhy aik novel ka name pouchna tha, khawateen digest mai publish howa tha, hero k name saad hota hai. heroien i think docter hoti hai, story kuch aisi hai k dono apas mai couzns hoty han. hero k father us k bachpan mai hi mar jaty han tu us k mamu yani heroien k papa apni behan aur saad ko sath ly aty han. hero aur heroien khoob larty hoty han. bary hony k baad heroin k father apni beti ki shadi saad sy karwna chty han likn woh mana kar deta hai phe viilige tour k doran us ko heronien sy mohabat ho jati hai. happy ending thi pklz name bta den
ReplyDeleteWriter ka nam farhana naz Malik tha shayad story ka nam yad nhi is writer k novels ki list check kre inshallah mil Gaye h
DeleteGa
PLZZ mujhe novel naam btaye usme ladka ka naam Sameer hota hai woh apne friends k sath hill station ghumne jata hai wha pr ksi college ki ladkiyon ka group bhi aya hua hota hai wo unme se ksi ladki ko like krta hai usk frnd ka naam shayad Taqi hota hai aur ladki ki frnd ka Shifa hota hai PLZZ koi bataye...
DeleteAssalamualaikum..main kaafi waqt see ek novelt dhoond rahi hu...uska naam or writer ka naam yaad nahi hai mujhe...ye pakeeza anchal me published hua tha...twins behno ki kahani hai...dono apni jagah switch karti hai..Jo father k sath rehti hai wo mother k paas,or Jo mother k saath rehti hai wo father k paas ajati hai...shurat aisi this heroine k hatho hero ki white shirt dhote waqt coloured hojati hai...
ReplyDeleteChalo ke jashne bahaaran dekhein by iffath sehar pasha
DeleteAssalamualaikum..plz main kuch novelets dhoondh rahi hu magar na writers k naam yaad hai na novelets k...plz kisi ko pata ho zaroor reply Kare..purane hai ye novelets..
ReplyDelete١_زرک اور شہ نظر۔ heroine gharib Ghar ki hoti hai or hero Ameer..
٢_فرغام لغاری۔فلک ناز۔طارق۔ is me bhi falak naaz ghareeb Ghar ki hoti hai and hero upper class se
And third novel me heroine k friend Ghar se bhag jati hai or friend ka Bhai heroine par shak karta hai k heroine ko pata hai k humari behen kaha hai..magar heroine ko pata nahi hota..heroine or uski naani ya Dadi chupte phirte hai..tabhi hero se mulaqat hoti hai...or unki shadi hoti hai..or pata chalta hai k heroine k friend ka Bhai hai..or unlogo ne planning k tehet shadi ki hai..
Baad me hero ki behen mil jati hai pata chalta hai k heroine beqasoor hoti hai..plz plz agar kisi ko ye novelets pata ho to plz mujhe bataye
Teri zulf k sir hone tak ye novel iqra sagheer ahemad ka nahi mil raha hai
ReplyDeleteKoi please mujha is novel ka nam bta da jis main hero aur heroine class fellow hota hain heroine ki shadi ho rhi hoti ha aur hero ja kr us sa nikah kr leta ha
ReplyDeleteName bta dain please
DeleteKia yeh site active ni ha
ReplyDeleteM ek novel dhond rahi jis m 2 bhai hoty 2no ka nam Shah Faisal hota hy ur choty bhai ko koi goli mar deta hy agr kisi ko novel ka nam pata ho to plzz bta do
ReplyDeleteQafly Raah Bhool Jaty Hain By Sundas Jabeen
DeleteM ek novel dhond rahi jis m 2 bhai hoty 2no ka nam Shah Faisal hota hy ur choty bhai ko koi goli mar deta hy agr kisi ko novel ka nam pata ho to plzz bta do
ReplyDeleteQafley raah Bhool jaate hain
DeleteCan you please help me find khubsurt takrao novel by iqra sageer Ahmed
ReplyDeleteActual name is baharon ke sang sang
DeleteMe iqra sagheer Ahmed ka new novel mehram al haram dhuod rhi hu plz batade kese milega
ReplyDeleteIqra Sager Ahmed k new novel k bare me kuch aata hi nhi kya wajah h
ReplyDeleteMam m ek novel dhoond rhi hu jis m hiro murtuza or hiroin ka name kiran hota h vo hiro k papa ke dost ki beti hoti h unka nikah hospital m hota h hiro k do buai hote h ek ka name Ali hota h plese tell me
ReplyDeleteHumko teri nazar me rehna is mariyam aziz..
DeleteJaadu chal gya by afsha afridi
DeleteMujhe us novel ka name bata den jisme hero Zardar Khan air Heroin Ishara Khan hoti hai.heroin ki maa hero se hate krti had.
ReplyDeleteNovel name ishara h
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteHello kya mujhe koi ek novel ka naam bata Sakta hai please ... Heroine Ka father brister hota hai uska ek cousin hota hai waqar dono ek dusre se Pyaar karte Hain heroin usse andha Pyaar Karti hai heroin Ka ek Parosi hota Sakib naam hota hai Shyad wo Army mein hota hai aur heroine se bahut Pyaar karta hai chupchap.. aur Han heroin ko aloo Bukhara bahut Pasand hota hai Sakib laa Kar deta Bai usse aur uska har trha se khyal rakhta hai toh waqar undono ki fosti se jealous hota hai... Please baata do koi
ReplyDeleteSirf tumhara novel by iqra s Ahmed kahan se milegi
ReplyDeleteKahan padha tha kuch Story bata sakte hain.. shyad tab main bata sakoon
Deleteplzz mujhe novel ka name btaye jisme ladki ka naam Jiyan hota hai aur ladke ka Aibak ladki ki mother ladke ki chachi hoti hai ladki apni mother k sath nahi rehti wo unk phle husband k sath rehti hai bad mai wo apni mother k paas aati hai toh uski shadi And Aibak se ho jati hai...
DeleteMai iqra sageer Ahmed k novel khoobsurat takrau ko search kar rahi hun
ReplyDeleteMahankta Aanchal mein Parah tha kya.. Novel real name BAHARON KE SANG SANG Google pe search karein Mil Jayega ya Kitabghar.org website pe mil jayega
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletePlease koi mujhe ..is story ke writer ka naam bta do..is story me ladke ka naam Waleed Hashim or ladki ka naam naqsh hayat hota h dono University me pdte hn..hero ka exident ho jata h..wo pairo se chal nhi pata h..wo shuru se hi heroin ko like krta h lekin btata ni h.. university time me unki bhot nokjhok Hoti rhti thi..Maine mahkta Anchal me pdi thi..
ReplyDeleteKya aapko name pta lga uska? Mein bhi wahi dhoondh rahi hun lga ho to btadein
DeleteKisi ko pta chala ho to bta dijiye
Deletenovel by iqra sgheer
ReplyDeleteteri zulf k sir hone tak ki epi 42 kb ae gi
ReplyDeleteMujhe " teri khushi ki khatir " Iqra s ahmed ki novel chahiye thi kaha milegi google pr
ReplyDeleteMujhe bhi chahiye PLZZ koi btaye
DeleteIm the biggest fen of ikra s ahmed
ReplyDeleteKoi mujhe us story ka nam batega kya plese jisme 4bahi hote h or hero
ReplyDeleteka nam sees hota or heroine ka nam sara hota h
Kya koi
ReplyDeletePlease kya koi mujhe bataiye ga k baharon k sang sang ka drama 📺 per aya hai
ReplyDeleteMain meri zindagi ho tum iqra s ahmad ki novel sarch kr rhi hu mil nhi rhi kya aap bta dengi kha milegi...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteY dusra h
ReplyDelete"ve jo ek khwaab tha" iqra.s. Ahmed ki novel kaha milegi pllz mujhe bataiye
ReplyDeleteWo jo ik khwab tha ...ye story puri mujhe kaha. Milegi
ReplyDeleteTum meri zeest ka hasil ho
ReplyDelete